Home › Ringtones › Shikwa Jawab E Shikwa - Fareed Ayaz

Shikwa Jawab E Shikwa - Fareed Ayaz

free ringtone for iPhone & Android phones

@Esila
357
38 Sec
Top 100 Battlefield 5 Ringtones
Top 100 Attack on Titan Ringtones
Top 100 League of Legends Ringtones

Similar ringtones:

MORE...[+]
Top 100 Toca Toca Ringtones
Top 100 Civilization VI Ringtones
Top 100 Genshin Impact Ringtones
Top 100 Among Us Ringtones
Top 100 GTA5 Ringtones

Users also like:

30
@Eniko
170
Kyun Ziyaankar Banu, Sood Faramosh Rahoon? Fikr-e-Farda Na Karoon, Mehw-e-Gham-e-Dosh Rahoon? Naal-e-Bulbul Ke Sunoon Aur Hamatan Gosh Rahoon? Hamnawa Main Bhi Koi Gul Hoon Ke Khamosh Rahoon? Jurr'at Aamoz Meri Taab-e-Sukhan Hai Mujhko! Shikwa Allah Se Khakam Badhan Hai Mujhko! Hai Baja Shewa-e-Tasleem Mein Mash'hoor Hain Hum; Qissa-e-Dard Sunaate Hain Ke Majboor Hain Hum. Saaz Khaamosh Hain, Fariyaad Se Maamoor Hain Hum; Nala Aata Hai Agar Lab Pe Tho Ma'zoor Hain Hum. Aye Khuda Shikwa-e-Arbaab-e-Wafa Bhi Sunle; Khugar-e-Hamd Se Thoda Sa Gila Bhi Sunle. Thi Tho Maujood Azal Se Hi Teri Zaat-e-Qadeem; Phool Tha Zaib-e-Chaman, Par Na Pareshaan Thi Shameem.Shart Insaaf Hai Aye Saahib-e-Althaaf-e-Ameen; Boo-e-Gul Phailti Kis Tarha Jo Hoti Na Naseem? Hamko Jamee'at-e-Khatir Ye Pareshaani Thi Warna Ummat Tere Mehboob (saw) Ki, Diwaani Thi? Hum Se Pehlay Tha Ajab Tere Jahan Ka Manzar; Kaheen Masjood The Patthar Kaheen Ma'bood Shajar! Khogar-e-Paikar-e-Mehsoos Thi Insaan Ki Nazar; Maanta Phir Koi Un-Dekhe Khuda Ko Kyun Kar?? Tujh Ko Maloom Hai Leta Tha Koi Naam Tera? Quwwat-e-Baazo-e-Muslim Nai Kiya Kaam Tera! Bas Rahe The Yaheen Saljooq Bhi, Toorani Bhi; Ahl-e-Cheen, Cheen Mein, IranMein Sasani Bhi. Isi Ma'moor Mein Aabaad The Yunaani Bhi; Isi Dunya Mein Yahoodi Bhi The Nasrani Bhi. Par Tere Naam Pe Talwaar Uthaii Kiss Ne? Baat Jo Bigdi Huwi Thi, Wo Banaii Kiss Ne? The Hameen Ek Tere Ma'ar Ke Aaraoon Mein; Khushkiyon Mein Kabhi Ladte, Kabhi Daryaaon Mein. Di Azaanein Kabhi Europe Ke KaleesawonMein; Kabhi Africa Ke Tapte Huwe Sehrawon Mein. Shaan Aankhon Mein Na Jajti Thi Jahaandaaron Ki; Kalma Padhte The Hum Chaaun Mein Talwaaron Ki. Ham Jo Jeete The Tho Jangon Ki Museebat Ke Liye Aur Marte The Tere Naam Ki Azmath Ke Liye Thi Na Kuch Taigh Zani Apni Hukoomat Ke Liye Sarbakaf Phirte The KyaDeher Mein Daulat Ke Liye? Qaum Apni Jo Zar-o-Maal-e-Jahaan Par Marti Buth Faroshi Ke Iwaz Buth Shikani Kyun Karti? Tal Na Sakte The Agar Jung Mein Ad Jaate The Paaun Sheron Ke bhi Maindaan Se UkhadJaate The Tujh Se Sarkash Huwa Koi Tho Bigad Jaate The Taigh Kya Cheez Hai Hum Toup Se Ladh Jaate The Naqsh Tauheed Ka Har Dil Pe Bithaaya Hum Ne Zer-e-Khanjar Bhi Ye Paighaam Sunaaya Hum Ne Tuhi Kehde Ke Ukhaada Dar-e-Khaibar Kisne? Sheher Qaisar Ka Jo Tha Usko Kiya Sar Kisne? Todey Makhlooq-e-Khudawand Ke PaikarKisne? Kaat Kar Rakh Diye Kuffaar Ke LAshkar Kisne? Kisne Thanda Kiya Aatishkada-e-Iraan Ko? Kisne Phir Zinda Kiya Tazkira-e-Yazdaan Ko? Kaunsi Qaum Faqat Teri Talabgaar Huwi? Aur Tere Liye Zehmatkash-e-Paikaar Huwi? Kiski Shamsheer Jahangeer-e-Jahandaar Huwi? Kiski Takbeer Se Duniya Teri Bedaar Huwi? Kiski Haibat Se Sanam Sehme Huwe Rehte The? Muh Ke Bal Girke "Huwallahu Ahad" Kehte The? Agaya 'Ain Ladaai Mein Agar Waqt-e-Namaz Qibla Roo Hoke Zameen Bose Huwi Qaum-e-Hijaaz Ek Hi Saff Mein Khade Hogaya Mehmood-o-Ayaaz Na Koi Banda Raha Aur Na Koi Banda Nawaaz Banda-o-Sahab-o-Mohtaaj-o-Ghani Ek Huwe Tere Sarkaar Mein Pahunche Tho Sabhi Ek Huwe Mehfil-e-Kaun-o-Makaan Mein Sahar-o-Shaam PhireMai Tauheed Ko Lekar Sifat-e-Jaam PhireKoh Mein Dasht Mein Lekar Tera Paighaam Phire Aur Maloom Hai Tujhko Kabhi Na-Kaam Phire? Dasht Tho Dasht Hain Darya Bhi Na Chode Hamne Bahr-e-Zulmaat Mein Dauda Diye Ghode Hamne Safha-e-Deher Se Baatil Ko Mitaya Humne Nooye Insaan Ko Gulaami Se Chudaaya Humne Tere Kaabe Ko Jabeenon Se Basaaya Humne Tere Qur'an Ko Seenon Se Lagaya Humne Phirbhi Humse Ye Gila Hai Ke Wafadaar Nahi Hum Wafadaar Nahi Tubhi Tho Dildaar Nahi Ummatein Aur Bhi Hain Unmein Gunehgaar Bhi Hain Ijz-waale Bhi Hain, Mast Mai Pindaar Bhi Hain Unmein Kaahil Bhi Hain Ghaafil Bhi Hain Hoshyaar Bhi Hai Sainkdon Hain Ke Tere Naam Se Bezaar Bhi Hain Rahmatein Hain Tere Aghyaar Ke Kaashaanon Par Barq Girti Hai Tho Bechaare Musalmaanon Par! Buth-Sanam Khaanon Mein Kehte Hain, Musalmaan Gaye Hai Khushi Unko Ke Kaabe Ke Nigehbaan Gaye Manzil-e-Deher Se Uonton Ke HadiKhwaan Gaye Apne Baghlon Mein Dabaaye Huwe QuranGaye Khandazan Kufr Hai, Ehsaas Tujhe Hai Ki Nahi? Apni Tauheed Ka Kuch Paas Tujhe Hai Ki Nahi? Ye Shikaayat Nahi Hai Unke Khazaane Ma'moor NahiMehfil MeinJinhe Baat Bhi Karne KaSha'oor Qahr Tho Ye Hai Ke Kaafir Ko Mile Hoor-o-Qasoor Aur Bechaare Musalmaan Ko Faqat Waada-e-Hoor Ab Wo Altaaf Nahi Hampar Inaayat Nahi Baat Yeh Kya Hai Ke Pahli Si Madarat Nahi? Kyun Musalmaanon Mein Hai Daulat-e-Duniya Nayaab Teri Qudrat Tho Hai Woh Jiski Na Hadd Hai Na Hisaab Tu Jo Chahe Tho Uththe Seena-e-Sehra Se Habaab Rahrawe Dasht Ho Saili Zada Mauj-e-Saraab Ta'in-e-Aghyaar Hai, Ruswaai Hai, Nadaari Hai Kya Tere Naam Pe Marne Ka Iwaz KhwariHai? Bani Aghyaar Ki Ab Chahnewaali Duniya Rah Gayi Apne Liye Ek Khayaali Duniya Hum Tho Ruksath Huwe, Auron Ne Sambhali Duniya Phir Na Kehna Huwi Tauheed Se Khaali Duniya Hum Tho Jeete Hain Ke Duniya Mein TeraNaam Rahe Kahin Mumkin Hai Ke Saaqi Na Rahe Jaam Rahe? Teri Mehfil Bhi Gayi Chahnewaale Bhi Gaye Shab Ki Aahein Bhi Gayi, Subah Ke Naale Bhi Gaye Dil Tujhe De Bhi Gaye, Apna Sila Le Bhi Gaye Aake Baithe Bhi Na The Aur Nikaale Bhi Gaye Aaye 'Ishaak! Gaye Waada-e-Farda Lekar Ab Unhein Dhoond Chiraagh Rukh Zaiba Lekar Dard-e-Laila Bhi Wahi, Qais Ka Pehloo Bhi Wahi Najid Ke Dasht-o-Jabal Mein Ram-e-Aahoon Bhi Wahi Ishq Ka Dil Bhi Wahi, Husn Ka Jadoo Bhi Wahi Ummath-e-Ahmad-e-Mursal Bhi Wahi TuBhi Wahi Phir Ye Aazardagi Ghair-e-Sabab Kya Maani? Apne Seedaon Par Yeh Chasm-e-Ghazab Kya Maani? Tujhko Choda Ke Rasool-e-Arabi Ko Choda? Buthgari Pesha Kiya? Buth-Shikani Ko Choda? Ishq Ko, Ishq Ki Aashaftasari Ko Choda? Rasm-e-Salman-o-Uwaisi Qarani Ko Choda? Aag Takbeer Ki Seenon Mein Dabi Rakhte Hain Zindagi Misl-e-Bilaal-e-Habashi Rakhte Hain Ishq Ki Khair, Wo Pehli Si Ada Bhi Na Rahi Jadha Paimaaee Tasleem-o-Raza Bhi NaRahi Muztarib Dil Sifat-e-Qabl Numa Bhi Na Rahi Aur Pabandi Aain-e-Wafa Bhi Na Rahi Kabhi Humse Kabhi Ghairon Se Shana-Saai Hai Baat Kehneki Nahi Tu Bhi Tho Harjaai Hai Sar-e-Faraan Pe Kiya Deen Ko Kaamil Tuney Ek Ishaare Mein Hazaaron Ke Liye Dil Tuney Aatish Andoz Kiya Ishq Ka Haasil Tuney Phoonk Di Garmi Rukhsaar Se Mehfil Tuney Aaj Kyun Seenein Hamare Sharar AabaadNahi? Hum Wahi Sookhta Samaan Hain Tujhe Yaad Nahi? Vaadi-e-Najd Mein Wo Shor-e-Salasal NaRaha Qais Deewana-e-Nazzaara-e-Mehmil Na Raha Hausle Wo Na Rahe, Hum Na Rahe, Dil NaRaha Ghar Ye Ujda Hai Ke, Tu Ronak-e-Mehfil Na Raha Aye Khosh Aan Roz Ke Aayee Wo Basad Naaz Aayee Be Hijaabaana Soye Mehfil-e-Ma-Baaz Aayee Baada-Kash Ghair Hain, Gulshan Mein Lab Jo Baithe Sunte Hain Jaam Bakaf Naghma Ku-Ku Baithe Daur Hangaama Gulzaar Se Ek-Soo Baithe Tere Deewane Bhi Hain Muntazir Hu Baithe Apne Parwanon Ko Phir Zauq-e-Khud Afrozi De Barq-e-Dereena Ko Farmaan-e-Jigar Sozi De Qaum-e-Awaara Anaan Taab Hai Phir Soo-e-Hijaaz Le Uda Bulbul-e-BePar Ko Mazaak-e-Parwaaz Muztarab Baagh Ke Har Ghoonche Mein Hai Boo-e-Niyaaz Tu Zara Ched Tho De Tashna Mazaraab Hai Saaz Naghmein Be-Taab Hain Taaron Se Nikalne Ke Liye Toor Maztar Hai Usi Aag Mein Jalne Ke Liye Mushkilein Ummat-e-Marhoom Ki Aasaan Karde Mor-e-Bemaya Ko Hamdosh-e-SulaimanKarde Jinse Nayaab-e-Muhabbat Ko Phir Arzaan Karde Hind Ke Der-e-Nasheenon Ko Musalmaan Karde Juye Khoo-mi Chakad Azz Hasrat Daireena Ma Mee Tapad Naala Be-Nashtar Kada Seena Ma Bu-e-Gul Legayi Beroon-e-Chaman Raaz-e-Chaman Kya Qayaamat Hai Ke Khud Phool Hain Gammaz-e-Chaman Ahd-e-Gul Khatam Huwa, Toot Gaya Saaz-e-Chaman Udgaye Daaliyon Se Zamzam-e-Parwaaz-e-Chaman Ek Bulbul Hai Ke Hai Mehwe Tarannum Abtak Iske Seene Mein Hai Naghmon Ka Talatun Abtak Qamariyan Shaaq-e-Sanobar Se Guraizaan Bhi Huwein Pattiyan Phool Ki Jhad Jhad Ke Pareshaan Bhi Huwein Wo Puraani Rawishein Baagh Ki Veeran Bhi Huwein Daliyan Paireen-e-Barg Se Uriyaan Bhi Huwein Qaid-e-Mausam Se Tabiat Rahi Aazaad Uski Kaash Gulshan Mein Samajhta Koi Fariyaad Uski Lutf Marne Mein Hai Baaki, Na Maza Jeene Mein Kuch Maza Hai Tho Yahi, Khoon-e-Jigar Peene Mein Kitne Betaab Hain Johar Mere Aaeene Mein Kis Qadar Jalwe Tadapte Hain Mere Seene Mein Is Gulistaan Mein Magar Dekhne Waale HiNahi Daagh Jo Seene Mein Rakhte Hon Wo Laale Hi Nahi Chaak Is Bulbul-e-Tanha Ki Nawaas-e-Dil Houn Jaagnewaale Isi Baang-e-Dara Se Dil Houn Yani Phir Zinda Naye Ahd-e-Wafa Se Dil Houn Phir Isi Baada Daireena Ke Pyase Dil Houn Ajmi Khum Hai Tho Kya Mai Tho Hijaazi Hai Meri? Naghma Hindi Hai Tho Kya Lai Tho Hijaazi Hai Meri?
MORE...[+]

Set Shikwa Jawab E Shikwa - Fareed Ayaz ringtone on an Android Phone:

1. Select Download Ringtone button above.
2. Go to Settings app.
3. Select Sounds & Vibration.
4. Select Phone ringtone.
5. Select Ringtone from Internal Storage.
6. Click the Apply button.
So after only a few basic steps, you have successfully done the default ringtone on your phone running Android operating system with the pop songs you want.



Set Shikwa Jawab E Shikwa - Fareed Ayaz ringtone for your iPhone:

1. Select Download M4R for iPhone button above and save to your PC or Mac.
2. Connect your iPhone to your PC or Mac via its charging cable.
3. Launch iTunes and drag the .m4r to the Tones folder (Under "On My Device").
Hopefully, the guides for configuring ringtones for iPhones and Android phones will make it simple for you to replace the uninteresting default sounds on your phone with your own personal favorites.



Browse 5,000,000+ free ringtones by categories:

Thanks for letting us know
Your feedback is important in helping us keep the 1Ringtone community safe.
Close

X

#1 Ringtone App - top ringtones for free!

logo
Login with Google Login with Facebook

By joining, you agree to Terms of Service & Privacy Policy.

Upload a ringtone

You can upload MP3, WAV, M4A, OGG, M4R, ACC format files.

By selecting 'Upload' you are representing that this item is not obscene and does not otherwise violate Terms of Service, and that you own all copyrights to this item or have express permission from the copyright owner(s) to upload it.

Before uploading, please read our Privacy.